"Like the rain pouring out there
like the breeze touching me here,
she came into my life,
like sunshine everywhere
Its started from a chat
waiting for the moments we met,
it has been scores of discussion
in a random fashion
Epitome of logic, hardwork, discussion,
Are the words narratted in her estimation,
and she has been an inspiration,
her friendship a possesion
At times she sounds like a child
sometimes like a lady,
changes her mood like a river
yet sweet in every melody
May be silver or gold ,
things fade when they grew old,
meanings are their only soul,
when things grew old
You give meanings to many things in life,
Talking with u is shear delight,
creative, innovative, young as you are,
be the way you are."
Tuesday, November 21, 2006
hasi waqt yaad dilata hain koi
naam tera jab gun-gunata hain koi
jo lamhe guzare the saath-saath
waqt bulata hain wahi......
teri meethi awaaz main ek baat
woh thandi hawa sa ehsaas
aaj bhi yaad dilata hain koi
waqt bulata hain wahi
har aada main ek ada hoti hain
mohabbat jab jawa hoti hain
jaise love story sunata ho koi
waqt bulata hain wahi
jiski khusboo se bagh mehkte hain
jis paar bhaware machalte hain
uske dil ko dhakata hain koi
waqt bulata hain wahi
uske khilaf kya kahe
jisme itni aaj hain
aaftab main bhi bhala
daag dikha paya hain koi?
"zindagi main waqt ki kami toh na thi
paar do char palo main hi zindagi kati"
naam tera jab gun-gunata hain koi
jo lamhe guzare the saath-saath
waqt bulata hain wahi......
teri meethi awaaz main ek baat
woh thandi hawa sa ehsaas
aaj bhi yaad dilata hain koi
waqt bulata hain wahi
har aada main ek ada hoti hain
mohabbat jab jawa hoti hain
jaise love story sunata ho koi
waqt bulata hain wahi
jiski khusboo se bagh mehkte hain
jis paar bhaware machalte hain
uske dil ko dhakata hain koi
waqt bulata hain wahi
uske khilaf kya kahe
jisme itni aaj hain
aaftab main bhi bhala
daag dikha paya hain koi?
"zindagi main waqt ki kami toh na thi
paar do char palo main hi zindagi kati"
Thursday, September 21, 2006
YAADEIN
"koi rahe na rahe, kya fark padta hai?
akele waqt bitana accha lagta hai....
sabke pass hoti hain kuch yaadein,
iss jaha main kaha koi tanah hota hai..........
kuch hare patte jhade, kya fark padta hai?
milkar bichdna accha lagta hai.................
judaa hokar bhi kahan koi ,
yaadon se judaa hota hai................
jeetein haare, kya fark padta hai?
sirf baazi lagana accha lagta hai....
kat gayi saari raat tumhe yaad karte...
khatam kaha yaadon ka silsila hota hai......
chahe naa chahe humme, kya fark padta hai?
ajnabiyon se baatein karna accha lagta hai......
har anjaan de jata hain kuch yaadein.............
yaadon main koi gair kaha hota hai.................
zindagi rahe na rahe, kya fark padta hain?
yaadon main khoye rehna accha lagta hain....
tum chahete ho ki mujhe yaad bhi na aao
kaha koi aisa bewafa hota hain............."
"koi rahe na rahe, kya fark padta hai?
akele waqt bitana accha lagta hai....
sabke pass hoti hain kuch yaadein,
iss jaha main kaha koi tanah hota hai..........
kuch hare patte jhade, kya fark padta hai?
milkar bichdna accha lagta hai.................
judaa hokar bhi kahan koi ,
yaadon se judaa hota hai................
jeetein haare, kya fark padta hai?
sirf baazi lagana accha lagta hai....
kat gayi saari raat tumhe yaad karte...
khatam kaha yaadon ka silsila hota hai......
chahe naa chahe humme, kya fark padta hai?
ajnabiyon se baatein karna accha lagta hai......
har anjaan de jata hain kuch yaadein.............
yaadon main koi gair kaha hota hai.................
zindagi rahe na rahe, kya fark padta hain?
yaadon main khoye rehna accha lagta hain....
tum chahete ho ki mujhe yaad bhi na aao
kaha koi aisa bewafa hota hain............."
Sunday, September 17, 2006
panne khali hain
isliye nahi ki alfaaz nahi hain....
issliye nahi ki tumme koi baat nahi hain
issliye nahi ki hum paas nahi hain
panne khali hain toh issliye
kyunki alfaaz toh magar unme woh kashish nahi hain
kyunki aisi koi baat hi nahi jo tumme nahi hain
hum door toh hain paar doori ka ehsaas nahi hain
dosti kuch-se aisi bhi hui
najhdikiyon main bhi doori rahi
main dhoondhta raha humdard
mulakat hamesha dard se hui
woh khuda bhi pathar ki murti main bas gaya hain
yeh zamana hi kuch aisa hain
aise hi zamane main
mulakat uss dewani se hui
woh deewani hain issliye nahi
issliye nahi ki khushi baat-ti hain
issliye nahi ki woh sach janti hain
issliye nahi ki aaj bhi woh maaf karna jaanti hain
woh deewani hain issliye
kyunki paraye gham main aansu bahati hain
kyunki sabko dil se apna manti hain
kyunki maaf karke bhi dil saaf rakhna janti hain
na chahe dil kabhi
toh na mila karo
paar jab bhi milla karo
"alvida" na kaha karo
isliye nahi ki alfaaz nahi hain....
issliye nahi ki tumme koi baat nahi hain
issliye nahi ki hum paas nahi hain
panne khali hain toh issliye
kyunki alfaaz toh magar unme woh kashish nahi hain
kyunki aisi koi baat hi nahi jo tumme nahi hain
hum door toh hain paar doori ka ehsaas nahi hain
dosti kuch-se aisi bhi hui
najhdikiyon main bhi doori rahi
main dhoondhta raha humdard
mulakat hamesha dard se hui
woh khuda bhi pathar ki murti main bas gaya hain
yeh zamana hi kuch aisa hain
aise hi zamane main
mulakat uss dewani se hui
woh deewani hain issliye nahi
issliye nahi ki khushi baat-ti hain
issliye nahi ki woh sach janti hain
issliye nahi ki aaj bhi woh maaf karna jaanti hain
woh deewani hain issliye
kyunki paraye gham main aansu bahati hain
kyunki sabko dil se apna manti hain
kyunki maaf karke bhi dil saaf rakhna janti hain
na chahe dil kabhi
toh na mila karo
paar jab bhi milla karo
"alvida" na kaha karo
Tuesday, June 06, 2006
ASHKH
socha tha rounga naa kabhi
naa kabhi ashkh bahaunga
hasta rahunga sada
inse daman bachauna
tabhi milli ik rooti maa
jiska ladka abhi chal basa tha
naa aasra tha uska koi
jaane uski kismaat main kya likha tha
maine socha pass jaunga
haskar hosla badhaunga
ban jauna uska sahara
na ek ashkh bahaunga
paar milte hi usse
jo socha tha jane kaha gum ho gaya
ankhon main bhar aaye achanak
aur unkaha bayaan ho gaya...
samjha nahi paayi jinhe kitabe
lab bhi sill se jaate hain..
do boond behti hain aanknon se
jazbaaton ke samandar khul jaate hain
haste toh hain sabke liye hum
paar roo kitno ke liye paate hain
yeh toh ashkh hi hain jo
riston ko mayne de jaate hain
ashkh behkar aankhon se
dil paar nishan chod jaate hain...
bhehte toh hain gham main
paar mohabbat ke sailaab laate hain...
khushiyon ko bana dete hain yaadein
gummon ko bhulla jaate hain....
yeh ashkh bhi ajeeb hain.....
zindagi ka aks dikha jaate hain..
socha tha rounga naa kabhi
naa kabhi ashkh bahaunga
hasta rahunga sada
inse daman bachauna
tabhi milli ik rooti maa
jiska ladka abhi chal basa tha
naa aasra tha uska koi
jaane uski kismaat main kya likha tha
maine socha pass jaunga
haskar hosla badhaunga
ban jauna uska sahara
na ek ashkh bahaunga
paar milte hi usse
jo socha tha jane kaha gum ho gaya
ankhon main bhar aaye achanak
aur unkaha bayaan ho gaya...
samjha nahi paayi jinhe kitabe
lab bhi sill se jaate hain..
do boond behti hain aanknon se
jazbaaton ke samandar khul jaate hain
haste toh hain sabke liye hum
paar roo kitno ke liye paate hain
yeh toh ashkh hi hain jo
riston ko mayne de jaate hain
ashkh behkar aankhon se
dil paar nishan chod jaate hain...
bhehte toh hain gham main
paar mohabbat ke sailaab laate hain...
khushiyon ko bana dete hain yaadein
gummon ko bhulla jaate hain....
yeh ashkh bhi ajeeb hain.....
zindagi ka aks dikha jaate hain..
Thursday, June 01, 2006
Footpath paar baithe bacchon se pyar kaun karta hain…..
Zindagi main hain dard, aetbaar kaun karta hain….
Woh bhi hain insaan ki hi paedaish ……..
Jante hain sab, aetbaar kaun karta hain…….
Marta hain toh akhbaar ki line…
Paida hota hain toh ek arab main ek naam hota hain
Aam insaan ka mool kya hota hain……
Woh rashan card par sirf naam hota hain
Pachas pratishat aarakshan, chalta hain
Naa bijali naa paani, chalta hain
Zinda hain hum kafi hain
Zindagi ho naa jeene ke layak, chalta hain
Maut hain khuli zindagi gumnaam hain
Sabke pass maujood maut ke saman hain……
Dhoondhta rehta hain har shaksh zindagi ko
Koi toh batao mere bhai, swaraj kaha hain…
Zindagi main hain dard, aetbaar kaun karta hain….
Woh bhi hain insaan ki hi paedaish ……..
Jante hain sab, aetbaar kaun karta hain…….
Marta hain toh akhbaar ki line…
Paida hota hain toh ek arab main ek naam hota hain
Aam insaan ka mool kya hota hain……
Woh rashan card par sirf naam hota hain
Pachas pratishat aarakshan, chalta hain
Naa bijali naa paani, chalta hain
Zinda hain hum kafi hain
Zindagi ho naa jeene ke layak, chalta hain
Maut hain khuli zindagi gumnaam hain
Sabke pass maujood maut ke saman hain……
Dhoondhta rehta hain har shaksh zindagi ko
Koi toh batao mere bhai, swaraj kaha hain…
Subscribe to:
Posts (Atom)