Thursday, February 24, 2011

jo pathar khak main pada
wo thokaron main, khaksar hain

jo pathar khano main ja chupa
woh aaj tajo paar sawar hain

woh kehte hain humme dewana
duniya ko tamam pagalpan sawar hain

abb kahe kisse accha-bura
apne dost hi chaar hain

kya kare 'kayal'? haar kirdaar yaha
apni zaruaraton ka shikar hain!

No comments:

Post a Comment