Monday, May 19, 2008

Chooti chooti baton main basta hain khuda
Jisse pyar karte hain usse jataiye

Har rishte main basta hain khuda
Kabhi kabhi hi sahi thoda sar jhukaiye

Agar jaana hain ghar banae ka elm
Toh kisi panchi ke pass jaiye

Aankh khol ke chaloge toh gir padoge
Iss raah par Aankh band kar hi kadam badhaiye

Woh pyar nahi jo toote
Jo toote-choote usspe aansu maat bahaiye..

har pyar main rista ho zaroori nahi
paar har rishte main pyar zaroor badhaiye


4 comments:

  1. How did I miss this one! This one is awesome yar!

    ReplyDelete
  2. Thank u ! iss bheed main mujhe bhi yeh kafi samya tak yaad rahegi..hehe

    ReplyDelete
  3. har pyar main rista ho zaroori nahi
    paar har rishte main pyar zaroor badhaiye

    Kya baat!!!

    ReplyDelete
  4. shukriya...
    aisa kum hi hota hain ki meri likhi koi gazal mujhe kafi samay tak acchi lagti hain...
    magar yeh aaj bhi mujhe acchi lagti hain...
    iski problem yehi hain ki yeh bahut prescriptive hain...

    ReplyDelete